Chaha Hai Tujhko Lyrics – Sanjeev Rathod

Chaha Hai Tujhko Lyrics by Sanjeev Rathod is a Latest Hindi song sung by Sanjeev Rathod and music video featuring Pearl V Puri & Sanjeeda Shaikh. Lyrics of this song are written by Sameer Anjaan and music given by Sanjeev-Darshan.

Chaha Hai Tujhko Lyrics

Ishq yeh tera sab kuch hai mera
Teri judai seh na payunga
Chhod ke mujhko tu jo gayi toh
Jee na payaunga mar hi jayunga

Chaha hai tujhko chahunga har dum
Mar ke bhi dil se yeh pyar na hoga kam
Chaha hai tujhko chahunga har dum
Mar ke bhi dil se yeh pyar na hoga kam

Tu mere khayalon pe iss tarah se chhaai hai
Jab bhi koi aahat ho lagta hai tu aai hai
Lagta hai tu aai hai

Aati jaati saanson ko intezar tera hai
Mujhko mujhse bhi jyada aitbar tera hai
Aitbar tera hai

Dil to mera hai par teri hai dhadkan
Mar ke bhi dil se yeh pyar na hoga kam
Chaha hai tujhko chahunga har dum
Mar ke bhi dil se yeh pyar na hoga kam

Khwabon ke darichon mein tera aana jaana hai
Meri chahatein hai kya bas tera fasana hai
Bas tera fasana hai

Khushgawar lamhon ko beqarar raaton ko
Kaise bhul jaaun main ishq wali baaton ko
Ishq wali baaton ko

Tera hoon tera khata hoon yeh kasam
Marke bhi dil se yeh pyar na hoga kam
Teri yaad jo aati hai mere aansu behte hain
Apna to milan hoga pal pal yeh kehte hain

Kya yeh zindgani hai bas teri kahani hai
Bas teri kahani hai yeh jo zindgani hai

Chaha hai tujhko chahunga har dum
Mar ke bhi dil se yeh pyar na hoga kam
Chaha hai tujhko chahunga har dum
Mar ke bhi dil se yeh pyar na hoga kam

Song Details
Singer : Sanjeev Rathod
Lyrics : Sameer Anjaan
Music : Sanjeev-Darshan
Label : Tips Official