Jaikal Mahakal Lyrics – Goodbye

Jaikal Mahakal Lyrics from Goodbye is a New Hindi song sung by Amit Trivedi & Suhas Sawant featuring Amitabh Bachchan & Rashmika Mandanna. Lyrics of this song are written by Swanand Kirkire and music given by Amit Trivedi.

Jaikal Mahakal Lyrics

Mrityunjayaya rudraya
Neelakanthaya shambhave
Amriteshaya sharwaya
Mahadevayate namaha

Mrityunjaya maharudra
Trahimaam sharnaagatam
Janma mrityu jara vyaadhi
Mucchate karma bandhane

Jaikal mahakal vikraal shambhu
Jeewan ho ya mrityu dono hi tum ho
Janmon janmantar ki ladiyan yeh kadiyan
Har yoni har jeewan rakhwal tum ho

Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal

Jeewan ki naiya tum patwar tum ho
Is paar us paar majhdhar tum ho
Kan kan yeh har kshan yeh tumse bana hai
Gunje jo ghat bheetar omkaar tum ho

Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal
Ho jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal

Jeewan ka mrityu ka khela rachaya
Ik laa dunia mein ik bhijwaya
Insaan bechare ne aansu bahaya
Tera yeh khela samajh hi na paaya
Tera yeh khela samajh hi na paaya

Soche ki apna koyi khoya ganwaya
Jo tera tha woh jaakar tujhme samaya
Jo tera tha woh jaakar tujhme samaya

Tera tha woh jaakar tujhmein samaya
Tera tha woh jaakar tujhmein samaya

Song Details
Singer : Amit Trivedi, Suhas Sawant
Movie : Goodbye
Lyrics : Swanand Kirkire
Music : Amit Trivedi
Label : Zee Music Company