Teri Yaadein Lyrics – Stebin Ben

Teri Yaadein Lyrics by Stebin Ben is a New Hindi song sung by Stebin Ben and music video featuring Jasmin Bhasin & Stebin Ben. Lyrics of this song are written by Kumaar and music given by Sunny Inder.

Song Details
Singer : Stebin Ben
Lyrics : Kumaar
Music : Sunny Inder
Director : Ranju Varghese
Label : Zee Music Company

Teri Yaadein Lyrics

Dil laga kar ke dil gawa baitha
Tujhko apna main bana baitha

Haan dil laga karke dil gawa baitha
Tujhko apna main bana baitha
Dur rehke bhi tera hoon
Dur rehke bhi tera hoon

Kisi aur ka
Kisi aur ka hone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Mujhe raton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Tera asar hai tujh pe najar hai
Tera asar hai tujh pe najar hai
Teri wajah se hi to
Khud ki khabar hai

Kabhi main na raha tanha
Yahi kehta hai har lamha
Dur rehke bhi tera hoon
Dur rehke bhi tera hoon

Mujhe raton ko
Mujhe raton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Mujhe raton ko sone nahi deti
Teri yadein teri yadein
Mujhe raton ko sone nahi deti
Teri yadein teri yadein

Ho main dekhta hoon aaina
Tu aati mujhme najar
Tere sath hai sari manzilein
Tere sath hai har ek safar

Tere ishq mein hoon main bana
Tere ishq mein hoon main fanna
Meri dhadkane tu agar sune
Tera naam hai leti

Kisi aur ka
Kisi aur ka hone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Mujhe raton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Teri Yaadein Music Video