Woh Lyrics – Ikka | Dino James | Badshah

Woh Lyrics by Dino James is a New Hindi song sung by Ikka, Dino James & Badshah. Lyrics of this song are penned by Dino James, Ikka & Badshah and music given by Aakash.

Song Details
Singer : Ikka, Dino James, Badshah
Lyrics : Dino James, Badshah, Ikka
Music : Aakash
Label : Def Jam India

WOH Lyrics

Hum to dube hain
Unki tasveeron mein
Mile sakun nahin
Unke bin neendon mein

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Ab uska pata nahin
Dil mein jo rehta tha
Uski baaton ke
Afsaane likhne baitha

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Hum to dube hain
Unki tasveeron mein
Mile sakun nahin
Unke bin neendon mein

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Ab uska pata nahin
Dil mein jo rehta tha
Uski baaton ke
Afsaane likhne baitha

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Haan maine kari yeh khata liya mera side
Galti chhupake sare black ko kiya white
Mere bina she’s dying failau main afwayein
Kaafi sara kehna par pata nahi tu kahan hain

Jaise miss main karoon baby you miss me kya
Mere birthday mein beta toone wish nahi kiya
Dino strong hai bata ye tujhe kisne kaha
Khair ab to jhelna padega pain ye hisse ka

Kya poorane apne chat’s ko tu karti hogi read
Kya tu type karke messages karti hogi delete
Kya tu vi poochhna chahti hai ki kaisa hai tu d
Kya tu vi try kar rahi hai are you trying to reach

Tere khyal mein nahi hun par tu khyal rakhna
D saath mein nahi thoda malaal rakhna
Jo bhi tha mere paas woh huya hai just lost
Wapis pyaar karne ki karun majaal ab naa

Hum to dube hain
Unki tasveeron mein
Mile sakun nahin
Unke bin neendon mein

Kya yaad mujhe vi karti hogi woh
Kya yaad mujhe vi karti hogi woh

Khyaal tera dil se mitaya nahi abhi
Kahi fir dil yeh lagaya nahi kabhi
Bewafa maine tujhko bulaya nahi abhi
Pyaar kiya bas tujhe ginwaya nahi kabhi

Bass ginni barsaat aur tere diye gum
Dil maane nahi baat ke ab saath nahi hum
Bhole baba thoda karo in kashton ko kum
Mere saath kaali raat aur ek puri bottle rum

Puri raat nahi sobar daaru badi pee hai
Yeh jo mohabbat khayalon mein hi jee hai
Hum to mare jaa rahe hain milne ko
Kya toone bhi milne ki koshish kabhi ki hai

Meri yaad mein tu royi roti khayi toone nahi hai
Doston ko bola mere baare bola nahi hai
Chhod ke tu gayi par banda khada wahin hai
Galat bas hum woh to ladki hai to sahi hai

Hum to dube hain
Unki tasveeron mein
Mile sakoon nahin
Unke bin neendon mein

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Yeah
Jo dikhe naa woh dard nahin kya
Mahaul yeh sard nahin kya
Aansu naa dikhe aankhein hain kiski
Jo rota hai woh mard nahin kya

Yeh bata mujhe ke kaun nahin rota
Main humare kamre mein nahin sota
Lightein band tv on nahin hota
Main hoon old school
Mujhse move on nahin hota

Kya jaane woh kaha gayi
Pehle bhi lade hain yeh pehli dafa nahin
Par kabhi aisi huyi woh khafa nahin
Galti hai meri woh bewafa nahin

Maine aisa kyon kiya
Peechhle mahine cancle har show kiya
Kal flight mein yun hi baithe baithe ro diya
Tere jaane pe pata chala maine kya kho diya

Hum to dube hain
Unki tasveeron mein
Mile sakoon nahin
Unke bin neendon mein

Kya yaad mujhe vi karti hogi woh
Kya yaad mujhe vi karti hogi woh

Ab uska pata nahin
Dil mein jo rehta tha
Uski baaton ke
Afsaane likhne baitha

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Rahun main jaise
Duba duba duba sa
Soona soona soona sa
Bhula bhula bhula sa
Tere bin

Rahun main jaise
Duba duba duba sa
Soona soona soona sa
Bhoola bhoola bhoola sa
Tere bin

Lagun main jaise
Duba duba duba sa
Soona soona soona sa
Bhula bhula bhula sa
Tere bin

Rahun main jaise
Duba duba duba sa
Soona soona soona sa
Bhula bhula bhula sa
Tere bin

Ikka, Dino James, Badshah “WOH” Music Video