Aap Jaisa Koi Lyrics – An Action Hero

Aap Jaisa Koi Lyrics from An Action Hero is a New Hindi song sung by Zahrah S Khan & Altamash Faridi and music video featuring Ayushmann Khurrana & Malaika Arora. Lyrics of this song are written by Indeevar & Tanishk Bagchi and music given by Tanishk Bagchi.

Song Details
Singer : Zahrah S Khan, Altamash Faridi
Movie : An Action Hero
Lyrics : Indeevar, Tanishk Bagchi
Music : Tanishk Bagchi
Label : T-Series

Aap Jaisa Koi Lyrics

Phool ko bahaar
Bahaar ko chaman
Dil ko dil
Badan ko badan

Har kisi ko chahiye
Tann mann ka milan
Kash mujh par aisa
Dil aapka bhi aaye

Toh baat ban jaaye
Aa haan baat ban jaaye

Aap jaisa koi meri
Jindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye
Aa haan baat ban jaaye

Jaane humein
Yeh kya ho gaya
Madhosh hum ho gaye

Wo ho saara jahan
Yoon bhul ke
Baahon mein hum kho gaye

Main insaan hun farishta nahi
Dar hai behak na jaun kahin

Tanha dil na sambhelga
Pyar bina yeh tadpega
Aap sa kahan hai
Dil aapko hi paaye

Toh baat ban jaaye
Aa haan baat ban jaaye

Aap jaisa koi meri
Jindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye
Oh ho baat ban jaaye

Aap Jaisa Koi Music Video

Original Song Credit
Singer : Nazia Hassan
Movie : Qurbani
Lyrics : Indeevar
Music : Biddu