Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics – Tu Jhoothi Main Makkaar

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics from Tu Jhoothi Main Makkaar is a New Hindi song sung by Arijit Singh & Charan and music video featuring Ranbir Kapoor & Shraddha Kapoor. Lyrics of this song are written by Amitabh Bhattacharya and music given by Pritam.

Song Details
Singer : Arijit Singh, Charan
Movie : Tu Jhoothi Main Makkaar
Lyrics : Amitabh Bhattacharya, Charan
Music : Pritam
Label : T-Series

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics

Ishaq mere yaara
Oh oh mere yaara
Tu kar le dobaara
Kar le dobaara

Bas ik baar mein hi
Ik baar mein hi
Bhare na dil bechara
Bhare na dil bechara

Sang rehne ke shaam savere
Kya karne hain vaade bathere

Hai zindagani agar char din ki
Toh lene hi kyun saat phere
Toone jawaani mein seekha
Na jaane kahan ka saleeka

Jo pehle hi break up mein
Dil ne tere give up kar diya

Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyar kya kiya

Pyar hota hota hota
Kayi baar hai

Sirf ek pe kiya toh
Dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh
Dil nisaar kya kiya

Pyar hota hota hota
Kayi baar hai
Pyar hota hota hota
Kayi baar hai

Pehli mohabbat mein toh
Lagta yahi hai darling
Mar jaunga jo mujhko
Yeh na mili

Agli dafa mohabbat
Hoti hai toh lagta hai
Yeh wali mujhko pehle
Kyun na mili

Woh dil kya bhala
Jo toota na kabhi
Pehli dafa chot kha ke
Kyun dil ko lagana hi chhodein

Sab kuchh mohabbat mein
Chalta hai to kyun na
Do char dil hum bhi todein

Toone jawaani mein seekha
Na jaane kahan ka saleeka
Jo pehle hi break up mein
Dil ne tere give up kar diya

Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota
Kayi baar hai

Sirf ek pe kiya toh
Dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh
Dil nissar kya kiya

Pyaar hota hota hota
Kayi baar hai
Pyaar hota hota hota
Kayi baar hai

Let’s go let’s go
Tainu pyar di load ae
Chahida kinna ve
Bolo bolo

Kadi dassde yaar nu
Inna inna ve
Say no say no

Tainu pyar di load ae
Chahida kinna ve
Bolo bolo

Twaddi khidmat vich haazir
Ae lo ae lo

Pyar hota hota hota
Kayi baar hai

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Music Video