Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics – Jubin Nautiyal

Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics by Jubin Nautiyal is a new Hindi song sung by Jubin Nautiyal and music video featuring Riva Kishan & Gautam Singh Vig. Lyrics of this song are written by Manoj Muntashir and music given by Payal Dev.

Bewafa Se Pyaar Kiya Song Details
Singer : Jubin Nautiyal
Lyrics : Manoj Muntashir
Music : Payal Dev
Director : Donati Media
Label : T-Series

Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics

Woh honth jo maine choomein the
Sau jhuth unhi se bolegi

Woh honth jo maine choomein the
Sau jhuth unhi se bolegi
Tujhe dekh ke toh lagta nahi tha
Tu aur kisi ki ho legi

Tu dhokha hai yeh sabne kaha
Tu dhokha hai yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya

Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyaar kiya
Maine bewafa se pyaar kiya
Maine bewafa se pyaar kiya

Tu dhokha hai yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyaar kiya

Aisa koyi saal beeta
Na koyi maheena
Dil pe jab judaai wali
Aariyan chali na

Aisa koyi saal beeta
Na koyi maheena
Dil pe jab judaai wali
Sariyan chali na

Saya nahi kabhi mujhe
Tere bin ek pal jeena

Ik baar nahi karna tha jo
Haan ik baar nahi karna tha jo
Woh jurm-e-wafa sau baar kiya

Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyaar kiya
Maine bewafa se pyaar kiya
Maine bewafa se pyaar kiya

Tu dhokha hai yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyaar kiya

Haaye kitne pyare the
Woh ishq ke iraade
Baant lenge ashq saare
Hum dono aadhe aadhe

Haaye kitne pyare the
Woh ishq ke iraade
Baant lenge ashq saare
Hum dono aadhe aadhe

Tu hi bata kahan gaye
Tere sab kasmein vaade

Jo tut chuki thi tukdon mein
Jo tut chuki thi tukdon mein
Us naav pe dariya paar kiya

Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyaar kiya

Bewafa Se Pyaar Kiya Music Video