Deewani Lyrics – Sachet Tandon | Parampara Tandon

Deewani Lyrics by Sachet Tandon is a New Hindi song sung by Sachet Tandon & Parampara Tandon. Lyrics of this song are written by Kumaar and music given by Sachet-Parampara.

Deewani Song Details
Singer : Sachet Tandon, Parampara Tandon
Lyrics : Kumaar
Music : Sachet-Parampara
Director : Adil Shaikh
Label : T-Series

Deewani Lyrics

Tera mujhse jiya
Jo ab laga hai piya
To sauda kar liya dil da

Ab dur nahi jana
Maine dekha hai zamana
Tere jaisa nahi milda

Tu bhi mera hone laga
Main bhi tera hone laga
Madham madham madham madham

Yoon hi safar guzre
Tore sang laagi aisi ankhiyan
Tore sang laagi aisi ankhiyan
Chain mohe na aaye

Oh tore sang laagi aisi ankhiyan
Chain mohe na aaye

Main to deewani teri
Deewani teri deewani deewani
Main to deewani teri
Deewani teri deewani deewani

Haan saudebaazi nahi humne ki hai
Mahiya zindagi tujhko di hai
Umar ye saari tujhpe hai waari
Tere haq mein sansein kardi hai

Ishq mein tere hi
Dhalne lage jaise
Paniyon mein rang hai
Ghula piya

Main to jaagi rahi so na sakiyan
Main to jaagi rahi so na sakiyan
Chain mohe na aaye

Oh tore sang laagi aisi ankhiyan
Chain mohe na aaye

Main to deewani teri
Deewani teri deewani deewani
Main to deewani teri
Deewani teri deewani deewani

Deewani deewani deewani…

Deewani Music Video