I’m Flyin Lyrics – Akull

I’m Flyin Lyrics by Akull is a New Hindi song sung by Akull. Lyrics of this song are written by Kumaar and music given by Akull.

Song Details
Singer : Akull
Lyrics : Kumaar
Music : Akull
Video : Amanninder Singh
Label : VYRL Originals

I’m Flyin Lyrics

Akull on the beat yeah!

Nazron se jo nazrein mili
Teri nazron mein main kho gaya
Mere pair patang ban gaye
Teri khushbu ka jo asar ho gaya

Jo bhi ho raha
Acha lag raha
Jhuta sa yeh khwaab
Mujhe sacha lag raha

Udne laga hu main uddne laga
Teri wajah se main udne laga hu yaar
Udne laga hun main udne laga
Toone di hawa toh main udne laga

I’m flyin

Badalon se hone lagi hai yaariyan
Aasman se aage jaane ki taiyariyan
Badlon se hone lagi hai yaariyan
Chand pe hai teri meri davedariyan

Na tujhe khabar
Na mujhko pata
Ishq hai ya fir
Sitaron ki dua

Udne laga hu main udne laga
Teri wajah se main udne laga hu yaar
Udne laga hu main udne laga
Toone di hawa toh main udne laga

I’m flyin

Ab zameen pe yeh dil na lage
Ab hawa mein hi pyar kare
Ek saans main dono jeeyein
Kate raatein yahi ho subah

Udne laga hu main udne laga
Tere isharo pe main udne laga hu yaar
Udne laga hun main udne laga
Toone di hawa toh main udne laga

I’m Flyin Music Video