Maan Meri Jaan Lyrics – King

Maan Meri Jaan Lyrics by King is a latest Hindi song from the album “Champagne Talk” sung by King featuring Natasha Bharadwaj. Lyrics of this song are written by King and music given by Saurabh Lokhande.

Maan Meri Jaan Lyrics

Main teri aankho mein udaasi kabhi dekh sakda nai
Tujhe khush main rakhunga soneya
Main tere hotho pe khamoshi kabhi dekh sakda nai
Sari baatein main sununga soneya
Tere dil se na, kabhi khelunga
Saare raaj apne, tujhko de doonga
Meri jaan toone mujhko pagal hai kiya
Mera lagda na jiya
Tere bager

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni aankho mein basake rakhunga
Tu maan meri jaan

Main saya banke saath tere rehna 24 ghantey
Main rehna 24 ghantey
(Tеre bina dil lagda nai)
Main aankhon se churalu jana terе jo bhi ghum the
Haye Tere jo bhi ghum the….
Meri baahon me aake tu jaye nahi
Esi rabb se main maangu duwaa…
Tere dil se na,kabhi khelunga
Sare raaj apne,tujhko de doonga
Meri jaan toone mujhko pagal hai kiya
Mera lagda na jiya
Tere bager

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni aankho mein basake rakhunga
Tu maan meri jaan

Song Details
Singer : King
Album : Champagne Talk
Lyrics : King
Music : Saurabh Lokhande
Label : King