Mausam Kii Tarah Lyrics – Saaj Bhatt

Mausam Kii Tarah Lyrics by Saaj Bhatt is a New Hindi song from the album “Himesh Ke Dil Se The Album” sung by Saaj Bhatt. Lyrics of this song are written by Himesh Reshammiya and music also given by Himesh Reshammiya.

Song Details
Singer : Saaj Bhatt
Album : Himesh Ke Dil Se The Album
Lyrics : Himesh Reshammiya
Music : Himesh Reshammiya
Label : Himesh Reshammiya Melodies

Mausam Kii Tarah Lyrics

Main hasta hoon to
Teri yaad aati hai
Main rota hoon to
Teri yaad aati hai
Teri mohabbat ki yaadon ko
Ye dhadkanein kambakht
Bhul nahi paati hai

Oh yaara ishq mera nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana

Oh yaara ishq mera nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana

Tumse mera jazba hai
Tumse betabiyaan
Tumse mere sapne hai
Tumse zindaganiyaan

Haan tumse mera jazba hai
Tumse betabiyaan
Tumse mere sapne hai
Tumse zindaganiyaan

Oh yaara waada
Tum apna nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana

Meri dhadkane ye tumse
Ab takaza karein
Aao aashiqui ka
Zara sa ijafaa karein

Meri dhadkane ye tumse
Ab takaza karein
Aao aashiqui ka
Zara sa ijafaa karein

Baat meri ye na thukrana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana

Mausam Kii Tarah Music Video