Saawan Ki Boondein Lyrics – Stebin Ben

Saawan Ki Boondein Lyrics by Stebin Ben is a latest Hindi song sung by Stebin Ben and music video featuring Mohsin Khan & Priyanka Khera. Lyrics of this song are written by Rashid Khan and music given by Rashid Khan.

Saawan Ki Boondein Lyrics

Inaayat aisi huyi mujh par
Duwa ban ke mila hai tu

Inaayat aisi huyi mujh par
Duwa ban ke mila hai tu
Kiye sajde adaa rab ke
Meri chahat ka sila hai tu

Asar tera hai iss qadar
Asar tera hai iss qadar

Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hai aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hai aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Bechainiyon mein bhi chain aaya
Jab se kareeb maine tujhko hai paaya
Ho bechainiyon mein bhi chain aaya
Jab se kareeb maine tujhko hai paaya

Meri subah hai raushan tujhse
Saath mere rehna tu ban ke saaya
Saath mere rehna tu ban ke saaya

Fira main kis tarah dar dar
Tujhe paane ko humsafar

Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hai aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hai aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Song Details
Singer : Stebin Ben
Lyrics : Rashid Khan
Music : Rashid Khan
Label : Zee Music Company