Categories Hindi

Sanam Aa Gaya Lyrics – Stebin Ben | Payal Dev

Sanam AA Gaya Lyrics by Stebin Ben is a New Hindi song sung by Stebin Ben & Payal Dev and music video featuring Rubina Dilaik & Abhinav Shukla. Lyrics of this song are written by Kunaal Vermaa and music given by Payal Dev.

Sanam Aa Gaya Song Details
Singer : Stebin Ben, Payal Dev
Lyrics : Kunaal Vermaa
Music : Payal Dev
Director : Charit Desai
Label : DRJ Records

Sanam Aa Gaya Lyrics

Kya kahein hum tumhein
Kitne betaab hain
Aa rahe aap nazar
Aap hi aap hain

Jin nigaahon mein kal
Neend bhi thi nahi
Aaj un aankhon mein
Khwaab hi khwaab hai

Aake tere baahon mein
Har dard muskura gaya

Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya

Paas aa gaye hai tere
Dur na raha gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya

Isi shaam ka humein
Kab se inetzaar tha
Faaslon mein kam nahi
Huya mera pyar tha

Dil se chahe poochh ke
Dekh lena baat yeh
Humein maalum tha
Humein aitbaar tha

Ho paas aa gaye hai dono
Dur na raha gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya

Sanam Aa Gaya Music Video