Categories Hindi

Sarkaare Lyrics – King | New Life

Sarkaare Lyrics by King is a New Hind song from the album “New Life” sung by King & Priyanshi Srivastava and music video featuring Sonia Rathee & King. Lyrics of this song are penned down by King and music given by Alan Sampson.

Sarkaare Lyrics - King | New Life

Sarkaare Song Details
Singer : King, Priyanshi Srivastava
Album : New Life
Lyrics : King, Sophia Brennan, Alan Sampson
Music : Alan Sampson
Director : Arsh Grewal
Label : King

Sarkaare Lyrics

Aye dil ko dukha ke thoda hum bhi dekhenge
Yaadon mein basa ke thoda hum bhi dekhenge
Shayad hum juda huye to fir na milein

Ho na ja sarkaare
Dekh to yahan re
Pyaar ke hain maare
Jaise toote taare hai bechare
Kai saare kai saare

Ho main kya karti ek bahana chun liya
Ho tere chehre ka sirhana bun liya

Toota jo taara zameen pe hara
Khwaab hamara falling from the sky
Samjhe ishara kehna kya chah raha
Sansein bachi na love me back to life

Love me back to life

Na dekha toone haal ye mera
Muqaddar bhi sath na mera
Begano si main nachdi firun
Teri jogan banke saajna

Is hi tarah din katega mera
Ratein hongi meri tanha
Tu sunega nahi main bhi bolungi na
Tujhse pyaar kiya

Ho, jo tu hi nahi hai
Kya paas hamare
Wahi dil duba re
Jahan na kinara na sahara
Na tumhara na humara

Ho main kya karti ek bahana chun liya
Ho tere chehre ka sirhana bun liya

Toota jo taara zameen pe haara
Khwaab hamara falling from the sky
Samjhe ishara kehna kya chah raha
Sansein bachi na love me back to life

Sarkaare Music Video

King – Spotify