Categories Hindi

Sun Maahi Lyrics – Armaan Malik

Sun Maahi Lyrics by Armaan Malik is a New Hindi song sung & featuring by Armaan Malik. Lyrics of this song are penned down by Kunaal Vermaa and music given by Amaal Mallik.

Song Details
Singer : Armaan Malik
Lyrics : Kunaal Vermaa
Music : Amaal Mallik

Sun Maahi Lyrics

Hai mausamon ki adaon mein tu
Behta hai bheegi hawaon mein tu
Din bhar chale hai khayalon mein tu
Sun maahi, sun maahi

Hai gunguni si subahon mein tu
Khamoshiyon mein sadaon mein tu
Phaila hai charon dishaon mein tu
Sun maahi, sun maahi

Khwaabon ke kinaare
Main bhi aaun tu bhi aa re
Jee le jindagi jara si
Thode lamhein guzaarein

Na ho dunia ki baatein
Hum dono aur yeh taare
Maine dhundha hai saara jahan
Tere jaisa koyi kahan re

Khwaabon ke kinaare
Main bhi aaun tu bhi aa re
Jee le jindagi jara si
Thode lamhein guzaarein

Na ho dunia ki baatein
Hum dono aur yeh taare
Maine dhundha hai saara jahan
Tere jaisa koyi kahan re

Sun maahi..

Jina jise chaahta hoon
Haan tu wahin zindagi hai
Kehne ka matlab toh yoon hai
Mere paas har khushi hai
Bas tu aaj ek teri kami hai

Khwaabon ke kinaare
Main bhi aaun tu bhi aa re
Jee le jindagi jara si
Thode lamhein guzaarein

Na ho dunia ki baatein
Hum dono aur yeh taare
Maine dhundha hai saara jahan
Tere jaisa koyi kahan re

Khwaabon ke kinaare
Main bhi aaun tu bhi aa re
Jee le jindagi jara si
Thode lamhein guzaarein

Na ho dunia ki baatein
Hum dono aur yeh taare
Maine dhundha hai saara jahan
Tere jaisa koyi kahan re

Maine dhundha hai saara jahan
Tere jaisa koyi kahan re

Sun maahi!

Sun Maahi Music Video